ਸੋਖਾ ਤਾ ਨਈ, ਨਾਜ਼ੁਕ ਪੋਟਿਆਂ ਦੇ ਨਾਲ,ਸੜਕਾਂ ਤੋਂ ਓੁਮਰ ਭਰ, ਸ਼ੀਸ਼ੇ ਦੀਆਂ ਕਿਰਚਾਂ ਚੁਗੀ ਜਾਣਾ, ਪਰ ਹੋ ਸਕੇ ਤਾ ਮੈਨੂ ਇਕੱਠਾ ਕਰ ਲਵੀ

Find beauty in all the things

Ik dard c

jo sigrat di tra

mein chup chaap pita ha

sirf kuch nazma hi han

jo sigrat de nalo mein

rakh vangan chadiya

Showing posts with label Hindi songs lyrics. Show all posts
Showing posts with label Hindi songs lyrics. Show all posts

zindagi har kadam ek nai jung hai

jeet jayenge hum-2
tu agar sang hai
zindagi har kadam ek nai jung hai-2
jeet jayenge hum-2
tu agar sang hai
zindagi har kadam ek nai jung hai-2

tune hi sajaye hain mere honton pe ye geet-2
teri preet se mere jeevan me bikhra sangeet
mera sab kuch teri den hai mere man ke meet
mai hoon ek tasveer tu mera roop rang hai
zindagi har kadam ek nai jung hai-2

hauslaa na chod kar saamna jahan ka-2
wo badal raha hai dekh
rang aasman ka-2
ye shikast ka nahi ye fateh ka rang hai
zindagi har kadam ek nayi jung hai-2

roz kahan dhoondhege sooraj chand sitaron ko-2
aag laga kar hum roshan kar lenge andhiyaron ko-2
ghum nahi jab talak dil me ye umang hai
zindagi har kadam ek nai jung hai-2
jeet jayenge hum-2 tu agar sang hai
zindagi hmm har kadam
hmmm ek nai hmmm jung hai hmmm-3

Madhuban Khushboo Deta Hai

Hindi movie : Saajan Bin Suhaagan
Remix Singer : Dr K Chaudhry
Album : Mere Taraane
Madhuban khushboo deta hai saagar saawan deta hai
Jeena Uska Jeena Hai, Jo Auro Ko Jeewan Deta Hai
Madhuban Khushboo Deta Hai...

Suraj Na Ban Paaye To, Ban ke Deepak Jalta Chal -2
Phool Mile Ya Angaare, Sach Ki Raaho Pe Chalta Chal -2
Pyaar Dilo Ko Deta Hai, Ashqo Ko Daaman Deta Hai
Jeena Uska Jeena Hai, Jo Auro Ko Jeewan Deta Hai
Madhuban Khushboo Deta Hai...

Chalti Hai Lehraake Pawan, Ke Saans Sabhi Ki Chalti Rahe -2
Logo Ne Tyaag Diye Jeewan, Ke Preet Dilo Mein Palti Rahe -2
Dil Woh Dil Hai Jo Auro Ko, Apni Dhadhkan Deta Hai
Jeena Uska Jeena Hai, Jo Auro Ko Jeewan Deta Hai
Madhuban Khushboo Deta Hai

Honton Se Chhoo Lo Tum

The best lyrics and i love this emotional ghazal.Don't cry.

Music By Jagjit Singh
Lyrics By Indivar

(Honton Se Chhoo Lo Tum
Mera Geet Amar Kar Do) - 2
Ban Jaao Meet Mere
Meri Preet Amar Kar Do
Honton Se Chhoo Lo Tum
Mera Geet Amar Kar Do

(Aakaash Ka Soonapan
Mere Tanha Mann Mein) - 2
Paayal Chhankaati Tum
Aa Jaao Jeevan Mein
Saansein Dekar Apni
Sangeet Amar Kar Do
Sangeet Amar Kar Do
Mera Geet Amar Kar Do

(Jag Ne Chheena Mujhse
Mujhe Jo Bhi Laga Pyaara) - 2
Sab Jeeta Kiye Mujhse
Main Har Dam Hi Haara
(Tum Haarke Dil Apna
Meri Jeet Amar Kar Do) - 2
Honton Se Chhoo Lo Tum
Mera Geet Amar Kar Do

(Na Umr Ki Seema Ho
Na Janm Ka Ho Bandhan) - 2
Jab Pyaar Kare Koi
To Dekhe Keval Mann
(Nayi Reet Chalaakar Tum
Yeh Reet Amar Kar Do) - 2

Agar tum mil jao

Agar tum mil jao Zamana chod denge hum
Agar tum mil jao Zamana chod denge hum
Agar tum mil jao Zamana chod denge hum
Tumhe paa kar zamane bhar se rishta tod denge hum
Agar tum mil jao Zamana chod denge hum
Agar tum mil jao Zamana chod denge hum
Bina tere koyi dilkash nazara hum na dekheinge
Bina tere koyi dilkash nazara hum na dekheinge
Tumhe na ho pasand usko dobara hum na dekheinge
Teri soorat na ho jis mein
Teri soorat na ho jis mein
Woh sheesha tod denge hum
Agar tum mil jao Zamana chod denge hum
Tere dil mein raheinge tujhko apna ghar bana lenge
Tere dil mein raheinge tujhko apna ghar bana lenge
Tere khwaabon ko beheno ki tarah khud par saja lenge
Kasam teri kasam Kasam teri kasam Taqdeer ka roog mod denge hum
Agar tum mil jao Zamana chod denge hum Tumhe hum
apne jism-o-jaan mein kuch aise basa lenge
Tumhe hum apne jism-o-jaan mein kuch aise basa lenge
Teri khushboo apne jism ki khushboo bana lenge
Khuda se bhi na jo toote Khuda se bhi na jo toote Woh rishta jod lenge hum
Agar tum mil jao Zamana chod denge hum
Tumhe paa kar zamane bhar se rishta tod denge hum
Agar tum mil jao Zamana chod denge hum
Agar tum mil jao Zamana chod denge hum